[Alka Yagnik] Pal bhar thehar jaao Dil ye sambhal jaaye Kaise tumhe roka karu
Meri taraf aata har gam phisal jaaye Aakhon mein tumko bharu Bin bole baatein tumse karu
Agar tum saath ho Agar tum saath ho
[Alka Yagnik] Behti rehti nahar, nadiya si Teri duniya mein Meri duniya hai teri chahton mein Main dhal jaati hu teri adaton mein Agar tum saath ho
[Arijit Singh] Teri nazron mein hain tere sapne Tere sapno mein hain naraazi Mujhe lagta hai ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokhe-baazi Tum saath ho ya na ho, kya fark hai? Bedard thi zindagi, bedard hai
[ Arijit Singh] Agar tum saath ho Agar tum saath ho
[Alka Yagnik] Palkein jhapkte hi din ye nikal jaaye Baithi baithi bhagi phiru Meri taraf aata har gam phisal jaaye Aakhon mein tumko bharu Bin bole baaten tumse karu Agar tum saath ho
[Arijit Singh] Teri nazron mein hain tere sapne
Tere sapno mein hain naraazi Mujhe lagta hai ke baatein dil ki Hoti lafzon ki dhokhe-baazi Tum saath ho ya na ho, kya fark hai? Bedard thi zindagi, bedard hai
[ Arijit Singh & Alka Yagnik] Agar tum saath ho Dil ye sambhal jaaye Agar tum saath ho Har gham fisal jaaye Agar tum saath ho Din ye nikal jaaye Agar tum saath ho Har gham fisal jaaye