💃🎤 Paroles de chanson Française et Internationnales 🎤💃

 A   B   C   D   E   F   G   H   I   J   K   L   M   N   O   P   Q   R   S   T   U   V   W   X   Y   Z   0   1   2   3   4   5   6   7   8   9 
Artiste : Bloodywood
Titre : Kismat
Arz kiya hai
Haan, khel-khilone diye tyaag, main tut pada iss jang mein
Haalat ka maara, ghisi aidiyaan, kami nahi thi dhang mein

Haan, yeh savera nahi darega aaj ke iss andhere se
Tod diya kismat ka chakka, nahi fasunga ghere mein

Kismat ki aisi raah
Kahin dhoop, kahin chaanv (Kahin chaanv)
Zimmedaariyon ka bhaar
Samay ka andha lohar
Ne kasa meri baahon ka yeh dhaal

Yeah, like a sweet revenge
Keep the inner kid alive with a sweet defence
I had to hustle and to grind just to meet the ends
I´m gettin´ by myself with some help from friends

And I became the heroes I believed in
Fightin´ all these battles, I be bigger by the season
Growing up, but never old, and I give you the reason
The boy became a man, but the boy is still breathin´

Kismat ka khel
Jab haath ki rekha galat de paasa
Loonga sab jhel
Mujhe tod sake na koi bhi jhaansa
Haan, mujhko hai sab kuch yaad
Chhote se kandhon par boja mahan

Kismat ki aisi raah

Kahin dhoop, kahin chaanv (Kahin chaanv)
Zimmedaariyon ka bhaar
Samay ka andha lohar
Ne kasa meri baahon, ne kasa meri baahon ka yeh dhaal

Yeah
Thi yeh chunauti, kisi baat ka na gyaan, kisi baat ka na gyaan, kisi baat ka na gyaan
Mili yeh panauti, bana diya vardaan, bana diya vardaan, bana diya vardaan
Chhota ban gya balwaan
Haath mein chhale, dil mein khumaar
Khwaab jo paale na karunga balidaan
Raaton se dara tha, kale baadal se ghira tha
Chhode nahin, tode nahin, khoye nahin armaan

Childhood lost, so I lived a life where I would find it
What it cost, name the price, I swear I won´t mind it
Checked it once, checked it twice, they said I should know better
But I´m still waiting for Hedwig to come deliver my letter

Kismat ki
Yeah, we´re runnin´ wild
Aisi raah
Runnin´ wild and free
Kahin dhoop
How it never was
Kahin chaanv

But how it´s gonna be
Zimmedaariyon ka bhaar
Samay ka andha lohar
Ne kasa meri baahon, ne kasa meri baahon ka yeh dhaal